Tafseer-e-Quran Class # 503 Surah Shura Ruko # 03 | Mufti Tariq Masood Speeches
@MuftiTariqMasoodSpeeches
Discover insights from Surah Shura in Tafseer-e-Quran Class #503 with Mufti Tariq Masood, focusing on Ruko #3/4. Enhance your understanding of the Quran with this enlightening session.
0:00 Intro
0:11 Khutba
0:15 Kalma e Fasl= Haram/Halal Ka Faisla Krna Sirf Allah Ka Haqq Hai
2:18 Naik Mominin Ko Jannat Ki Khush Khabri
3:57 Nabi ﷺ Ko Allah Ka Hukam; Qareebi Rishtaydaron Ko Tabligh
5:37 Allah Naikiyon Ka Qadardan
6:15 Mohar Zdah Dil Waly Jhooty Ko Qarar Nhi. Misal; Mirza Ghulam Ahmed Qadiyani
8:30 Qur’an Ki Motivation= Dhamki+ Khush Khabri
9:50 Allah K Inaamat K Haqqdar
11:51 Sawal; Allah Muaf Krny Wala Hai To Dunya Main Ghurbat Kiyun Hai?
12:55 Sawal; Ye Andhaira Nizam Nhi K Koi Faaqay Katy Aor Koi BeHisab Rozi Khaaye?
14:09 Allah Ki Rehmat
(Tarsany K Baad Barish Daina)
15:40 Allah Ki Taqat
16:38 Mtm’s Msg To Tafseer Listeners
17:28 Ruku 04, Surah Shura, Lafzi Tarjuma With Grammar
28:51 Museebatain Azab Ya Aazmaish?
( Gunahon Se Bachna ya Gunahon Pr Jri Hona; Pehchan ka Tariqa)
33:44 Samandar Main Jahazon Ka Chalna
35:01 Hawa Ki Taqat= Allah Ka Karishma
36:36 Kashtiyon Ka Sabar Shukar Se Taaluq?
( Momin Praishani Main Sabar, Nemat Main Shukar Krta Hai)
40:36 Agar Samandar Main Saza Milni Shuru Ho Jaaye To?
( Allah K Tasarrufat Ka Natija Kashtiyon ka ulatna/ rukna)
43:22 Dua
Recent Comments