Tafseer-e-Quran Class # 493 Surah Al Momin Ruko # 4/5 | Mufti Tariq Masood Speeches

@MuftiTariqMasoodSpeeches

Join Tafseer-e-Quran Class #493 with Mufti Tariq Masood as he explains Surah Al-Momin, focusing on Ruko #4/5. Enhance your understanding of these Quranic verses with this detailed lecture.

0:00 Intro
0:12 Rajul Momin Ki Taqreer Firaun K Darbar Main
2:27 Firaun Ka Radd e Amal Taqreer Sun k
3:07 Rajul Momin Ka Qaum e Nooh,Aad,Samood K Azab Se Khauf Ka Tazkra
4:55 Rajul Momin K Dlaail
6:48 Firauniyon Ka, Hazrat Yusuf as K Baad Musa as Ka Inkar Aor Bila Wja Ki Zidd Se Dilon Pr Mohar Lagna
11:12 Aik Atheist Ka Mzaq Jannat Pr
12:06 Jb Mutakabbir Firaun Ny Hamaan Ko Aik Aisi Seerrhi Bnany Ka Kaha?
14:36 Firaun K Liye Burai Ka Mutayyan Ho Jana
15:54 Firaun Ki Halakat
16:25 Ruku 05, Surah Momin, Lafzi Tarjuma
24:44 Rajul Momin Ki Qurbaniyan
27:20 Allah Naikiyon Ka Qadar Dan.
(01 Naiki Ki Jaza 10 Aor 01 Gunah Ki Saza 01 K Brabar)
28:06 Insaniyat K Alambardar Mulhidin Ki Tamam Naikiyan Zero
28:22 Mominin K Liye Jannat
28:38 Rajul Momin Ka Ilm
30:03 Rajul Momin Ki Pur Zor Dawat, Firaun K Darbar Main
33:33 Rajul Momin K Imaan Ka Level
34:02 Nabi ﷺ Ka Farman
34:28 Firauniyon K Qatal Ki Dhamki Pr Rajul Momin Ki Dua
35:22 Rajul Momin Ki Hifazat
35:49 Firaun ki Apny Sathiyon Smait Halakat
37:20 Azab e Qabar Ki Haqeeqat?
37:44 Firauniyon Ki Aapas Main Hujjat Bazi?
38:40 Dozakh K Darogha Se Sawal Jawab?
39:26 Lesson From These Verses
40:08 Khulasa Ruku
40:40 Dua

Category:

Mufti Tariq Masood

Comments are closed.