Tafseer-e-Quran Class # 483 Surah Suaad Ruko # 04 | Mufti Tariq Masood Speeches

@MuftiTariqMasoodSpeeches

Join Mufti Tariq Masood for Tafseer-e-Quran Class #483 as he delves into Surah Suaad, Ruko #04. Gain deeper insights and understanding of this important Surah in this enlightening session.

0:00 Intro
0:12 Ruku 04, Lafzi Tarjuma, Surah Suaad
15:23 Introduction OF Ruku
16:54 Hazrat Ayyub as Ki Bemari Ka Waqia;
Bemari Main Sabar e Ayyub.
22:08 Hazrat Ayyub as Ko Shifa Kaisy Mili?( Right Foot Zameen Pr Marny Se Chashma Phoota,Pani Piya Aor Nahaye Ba Hukam e Rabbi)
23:37 Hazrat Ayyub as Ko Dugni Aulad Ka Gift
25:54 Sabir Ki Jaza
26:25 100 Tinko K Jharru Se 100 Korron Ki Qasam Ka Kaffara
27:20 Aaj 100 Korron Ki Qasam Ka Kaffara?
28:10 Hadis Bukhari Muslim
28:32 Heelon Ki Barik Line Samjhana Fuqaha Ka Kaam
30:07 Nabi ﷺ Ko Sabar Ki Talqeen (Dawood/ Sulaiman/Ayyub/Ishaaq/Yaqub AS Ki Wja e Selection= Yad e Aakhirat)
31:16 Nabi ﷺ Ko Hausly Aor Baseerat Ki Talqeen ( Ismail/Al Yasa/ Zul Kifl AS Sab Naik Peghambar)
32:16 Jannat Aor Iski Nematain! Har Naik Musalman Ka Daaimi Thikana.
33:25 Hoor K Liye Hum Umar Ka Lafz Kiyun?
35:30 Jannatiyon K Liye Allah Ka Ye Aelan Hoga
35:54 Jahannumiyon Ki Pukar
39:58 Ghareebon Ko NaKaam Samajhny Waly Jahannumiyon K Alfaaz
41:37 Jahannumiyon Ki Larrai
42:10 Bhooka Farmanbrdar Ghareeb VS Bhray Pait Wala Nafarman
43:10 Dua

Category:

Mufti Tariq Masood

Comments are closed.