Tafseer-e-Quran Class # 491 Surah Al Momin Ruko # 1/2 | Mufti Tariq Masood Speeches

@MuftiTariqMasoodSpeeches

Join Tafseer-e-Quran Class #491 with Mufti Tariq Masood as he explores Surah Al-Momin, focusing on Ruko #1/2. Deepen your understanding of these Quranic passages with this detailed session.

0:00 Intro
0:11 Allah Ka Ta’aruf
1:13 Tauba Krny Walon Ki Muafi
1:51 Ilhami Kitabon Ka Topic
2:58 Kafron Ki Chamak Dhamak Dhoka Hai
4:41 Purani Qaumo Ki Tarha Fazool Behes Krny Walon Ka Injam
6:37 Hmaisha K Azab K Mustahiq?
7:50 Ehl e Iman Ka Maqam
8:36 Muqarab Farishton Ki Dua
1: Ehl e Imaan K Liye Maghfirat Talab Krna.
2: Ehl e Imaan K Liye Jannat Talab Krna.
12:20 Allah K Wa’ady K Bavjood Farishton Ka Dua Krna?
13:25 Dua Ki Fazilat
14:20 Jannat K Residential Visa K Mustahiq Rishtaydar?
17:53 Aalim/Shaheed K Sath Unky Chahny Waly Bhi Jannat Main!
18:35 Sab Se Barri Kamyabi, Jannat
19:17 Khulasa Ruku; Naik Logon. Apny Shaikh, Mohsin,Ustad, Waldain K Liye Dua Krna Barkat Ka Zariya Hai.
20:35 Ruku 02, Surah Momin, Lafzi Tarjuma
32:46 Hadis; Dozakhiyon Ka Ghussy Se Ungliyan Katna
33:39 Do Zindagiyan, Do Mautain Aor Gumrah Kafar
35:00 Kafron Ki Saza Ki Wja= Shirk Jaisa Zulm e Azeem Krna
36:24 Barish Se Rizq Milna, Allah Ki Nishani
37:45 Dua , Allah K Qurb Ka Zariya
38:37 Jibreel e Ameen Ko Rooh Kehny Ki Wja?
39:15 Qayamat K Din Allah Ka Aelan
39:43 Haqq K Faislon Waly Din Insan Ki Halat?
40:05 Aankhon Aor Dil Ki Khayanat
40:51 Khulasa
41:23 Dua

Category:

Mufti Tariq Masood

Comments are closed.