Tafseer-e-Quran Class # 538 Surah Al Rehman Ruku 01 | Mufti Tariq Masood Speeches ????
0:00 Intro
0:12 Khutba
0:16 Ruku 01, Surah Rehman, Lafzi Tarjuma With Grammar

12:29 Introduction Surah Rehman
12:43 Surah Rehman ki Imtiyazi Hasiyat
( Repetition of one line. Har Nemat Allah ki Di Hui Hai. Kaainat Husn e Ittefaq Nhi)

15:23 Surah ki Ibtada Lafz REHMAN Se
15:57 Qur’an Ki Taaleem : Allah Ka Ehsan
16:56 Insani Aqal VS Vahi ka Noor
( Vahi k Baghair Aqal Gumrahi Hai)
17:44 Speaking Power : Allah Ki Nemat
18:37 Sooraj Aor Chaand Ka Aik Track Chalna : Allah Ki Qudrat
19:43 Bailon Aor Darakhton Ka Sajda Krna Kiya Hai?

20:40 Insaaf Ka Tarazu : Allah Ki Nemat
21:49 Haqq Aor Farz ki Jung
23:43 Gaza K Mazloomon Ka Haqq
24:23 Zalim Aor Mazloom mn Adal Ka Mafhoom

25:17 Zameen Pr Zindagi Ka Wajood Kaisy Mumkin Hua?
( Reply to Atheists)
27:18 Zameen Pr Khany ki Mukhtalif Lazeez Chizain
28:39 Jinnat Aor Insanon Se Allah Ka Khatab
29:05 Jinnat ka Jawab Surah Rehman ki Ye Aayat Sun Kr ?
(Sahih Hadis)
29:05 Insan Ko Ghaur o Fikar Ka Hukam
30:35 Insan ki Pedaish Mitti Se. Taqwa Insani Fazilat ka Mayaar.
32:00 Jinnat ki Pedaish Aag k Sholay Se. Science ye Haqeeqat janny se Qasir.
33:19 Allah Ki Nematain Husn e Ittefaq Nhi

33:37 02Mashriq, 02 Maghreb Aor Bht Se Mashriq Maghreb Ka Matlab
36:01 02 Mukhtalif Paniyon Ki Mulaqat : Allah Ki Qudrat
37:56 Samandari Heeron Jawahirat mn Zeenat + Business
39:08 Samandari Jahazon Se Tijarat
40:11 Paharron Jaisy Oonchy Oonchy Jahaz Bnany Wala Rabb Tareef K Laaiq (Archimedes Principle Ki Bunyad)

41:24 In Next Lecture
41:34 Dua

Category:

Mufti Tariq Masood

Comments are closed.