Tafseer-e-Quran Class #357 (Surah Al Kahf Rukoo 04,05| Mufti Tariq Masood Speeches ????

Join Mufti Tariq Masood for Tafseer-e-Quran Class #357, covering Surah Al-Kahf, Rukoo 04 and 05. Deepen your understanding of these Quranic verses with detailed explanations and insights.

0:00 Intro
0:06 Achhy Kamon Ka Best Reward
1:56 Jannati Mard Ka Zaivar. Sabz Bareek Raisham; Jannatiyon Ka Lebas.
3:32 Shahi Takhat Pr Aamny Samny; Jannatiyon Ki Sitting
4:25 Hadis; Jo Mard Dunya Main Raisham Aor Sona Pehaingy, Jannat Main Nhi Jaaingy.
4:48 Ilmi Nukat; Takabbur Ki Burai
6:38 Karamat Ka Brhaqq Hona
6:52 Mash’hoor Logon Ko Kuch Waqt Ghareeb Logon K Sath Guzarna Chahiye.
8:14 Doosry Ki Hidayat K Liye Shariat Pr Compromise Nhi Krna.
9:47 Aamin
10:12 Ruku 05, Surah Kahaf, Lafzi Tarjuma With Grammar
18:21 Waqia; Atheist Ka Jisy Apny Angooron K Baghon Pr ,Dolat Pr Fakhar Tha. Qayamat Ka Inkari Tha Aor Apni Mehnat Ko Sab Kuch Samajh Kr Aakhirat Main Jannat Milny Ki Khush Fehmi Main Mubtila Tha.
27:46 Dolatmnd K Ghareeb Sathi Ka Jawab
30:16 Koi Quwwat Nahi Hai Magar Allah Ki Taqat K Sath.
30:50 Ghareeb Sathi Ki Pur Ummeed Batain
31:52 Mutakabbir k Bagh Jal Gayay Aor Kaff e Afsos Malny Lga
32:48 Jald Bazi Insani Tabiat(Surah Ma’arej)
(Museebat Main Sabar Aor Nemat Main Shukar Krna Chahiye)
Allah Ko Naraz Kr K Hasil Ki Jany Wali Nemat Wabal Hai.
34:40 Depression Khatam Krny Ka Nuskha; ye 02 Waqiat
35:12 Qudrati Aafaat Main Allah Ki Madad.
(Allah Ko Razi Krny Walon Ka Haal Bhi Achha Aor Injam Bhi Achha)
36:16 Ilmi Nukat; Takabbur. Mulhidon Ko Jawab. Kafar K Liye Sirf Afsos K Alfaaz Kafi Nhi,Amli Aelan e Bara’at Zaruri Hai.
Aajky Pathar Dilon Pr Aasmani Aafton Ka bhi Asar Nhi.
39:31 After 2023 Ramadan,Tafeer Lectures Continuation.
Mtm’s Advice For Tafseer Lectures
40:59 Dua

@MuftiTariqMasoodSpeeches

____________________________________________________________________
➤ Stay connected with us!
???? Subscribe us: https://www.youtube.com/MuftiTariqMasoodSpeeches
???? Like us on Facebook: https://www.facebook.com/MuftiTariqMasood
???? Follow us on Instagram: https://www.instagram.com/Mufti_Tariq_Masood
???? Follow us on Twitter: https://twitter.com/MuftiTm

➤ PLEASE JOIN OUR PRIVATE GROUP
http://facebook.com/groups/muftitariqmasood

➤ For Masail Program Join us on Ask Mufti Tariq Masood
https://www.facebook.com/AskTariqMasood

#tafseer #quran #muftitariqmasood

Category:

Mufti Tariq Masood

Comments are closed.